BLOG POSTS

Blog Post Ranking Facts Blogger website In hindi 2018

Blog Post Ranking Facts Blogger Website Hindi  2018 

Blog Post Ranking Facts Blogger website in hindi 2018-Maine Bahotsara Samay Bitaya hai Kai sari galat chije Karte huye, Taki apni Blogger website ke SEO ko Badha sakun. Har koi kuch na kuch Idea deta hai, jaise Apni Blogger Website ke Page Loading Speed Ko badhana, Blogger website ke Sitemap ko Google search console main bar bar Submit karna Aur Apni Blogger Website ke Liye Khub sari Back links Bana Lena Kisi Bhi Blog Post Par comment karke. 


How to rank in google, Google, Ranking Facts, Blogger, website, How to rank On first page, In hindi, 2018

Sath hi Apne Article main Keyword ki Density Ko badhana Men keyword ko ek hi Article main Bar bar Istamal karke. Aur ye sab kuch Kar ke bhi hume kya milta hai kuch khas Response nhi. Meri mane to ye sab chije Utni bhi jyada jaruri nhi hai.  

“Mujhe Aap ke bare main toh Nhi pata Lekin Mujhe kisi Aisi Diwar ke samne Khada rehna Bilkul pasand Nhi hai, jis par kai sare Color ek pr ek lagye gaye ho. Aur Mujhse kaha jaye ki ismain se sahi color ki shade ko Chuno, ye toh Aamtor par Imposable Hai. Kyu ki sabhi colors Ki shade Lagbhag Ek jaisi Hi hogi Jis main Mai to kya koi bhi frk nhi kar payega.”

Men Bat yeh hai ki Jab google Aap ki Blogger website ko Dekhta hai Aur Sath hi Kisi Aur Ki blogger Website ko Dekhta hai Jo ki Bilkul aap ke jaisi hai.

Ab mai Ye nhi keh rha hun ki Apni Blogger website ki Page loading Speed ko Badhana bilkul bhi Galat Nhi hai. Lekin ye karke bhi aap bas ek chotasa [Dot] Hi Rank ke karib pohchoge. Pr Real Fact ye hoga ki aap itna karke bhi Thode se bhi Aage nhi Badhe Hoge.
Also, Read 

Google First Page Ranking Facts 

Rankings are won By Those, Who Best Serves Their Users..!



Mere Kehneka Matlab ye hai ki  jab koi User Aap ki post Ya Website, Jo ki Search Result Main show ki gai hoti hai wahan se click karke Aap ki Blogger Website pr aata hai Aur Kuch samay wahan par Bitata hai, Wo is liye aap ki Site pr Time Bitata hai kyun ki Aapne Helpful Content Apni Blogger Website Pr Article Ke madhyam se dala huwa hai. 

Aur Aap ki post main wahi jankari thi Jo woh Dhund rha tha. Us User ke Dwara Aap ki Site per Bitaye Gaye Samay ke Hisab se Google Aap ko Reward Deta hai Aap ki Blogger website ko Ya Phir Aap ki Blog post ke Ranking ko Badhakar.

Kyun ki Google Janta Hai ki log Jis Jankari ko Search kar rahe hai wo Aapne Aapni Blogger Website Dali Hai.



Kya aap ne Kabhi Ye Notice Kiya hai Ki ek naye Blogger website ko Rank hone main Aamtor Par Mahine Tak lag jate hai.

Ek Hi bar Sitemap ko google Search Console Main Submit karna Hota hai. Main Ye manta hun Ki sitemap Uplaod karna jaruri hota hai par Aap ko Apni Blogger website ke liye Bar bar Site-Map Upload Karne ki jyada Jarurat Nhi hoti. 

Jb Aap ek Bar Site map Submit karte hai to agli bar Google Search Console ke Crawlers aap ki Site Ko Crawl Karte hai To aap ke sabhi blog post ko bhi Index kar lete hai. Aap khud se bhi Site map Ko Submit karte Ho bar bar Phir Bhi Utna hi Time Lagega jitna Aap ki nai Post ko index karne main lgta hai.

Han ye bat Aur hai ki aap ki blogger website Purani hai Aur Organic Traffic Bhi hai aap ke pass To Samay Kam lagta hai.  

Google Search Console Aap ki Blogger Website ko Crawl Karte samay Aap ki Kuch Blog post Ko Index nhi kar pata bs tabhi Aap ko sitemap Uplaod Karne Jarurat Hoti hai.

Ek bat Jan lijiye Jab bhi koi Naye Blogger website post dalta hai To google Us Blog post ke sath User testing karta hai Phir Jake Aap ke blog post Ranking deta hai. Jaise Maine upar Bataya hai Ki User ke Aap ki Blog post pr Bitaye samay ke hisab se Aap ko Google Ranking deta hai. Aap ko user Friendly Articles Likhne honge Jo ki user ko aap ki blogger website Pr user ko Rok sake.  
Also, Read 

Why Google takes Time to Rank blog post

Aap ke Blogger Website Par dale gaye Content Ke sath Search Engines ko User testing karna jaruri hota hai.

Aur Isi bat ke liye Google Aap ke content ke sath Chance leta hai, kuch Keyword par aap ki blog Post ko Search result main Show karke. Agar koi Us par click karte aap ki Blog post par aata hai to Google Us User ke dwara Bitaya gya samay notice karta hai mera matlab bounce rate ko Notice karta hai. Aap ke Blogger website ke Blog post ki ranking Isi par Nirbhar karti hai.
Also, Read 
Aap main se bahoton ne ye notice kiya hoga ki Blogging ke Surwati Time main Kuch traffic Google se Aata hai jo bahot hi kam matra main hota hai.

Jaise jaise Aap ke blog post par log jyada samay bitane lagta hai to google ko bhi aap ki blog post par vishwas ho jata hai ki aap ki Blog post User Friendly hai Aur aapne Jo jantari di hai wo Helpful hai userke liye Aur Aapki ranking Badhne lagti hai.
Things to do for Better Ranking  
  1. Focus On presentation
  2. Lots Of research
  3. give people Added Resources
Please Give Us Your Valuable Feedback to improve Our Blog and its content.
                                            Thanks
             onlinehelpers4u  - Free SEO For Blogger

5 comments:

Powered by Blogger.